Faizan-E-Naat: Qadri Aastana salamat rahe with lyrics

Pages

Wednesday, 11 May 2016

Qadri Aastana salamat rahe with lyrics


Qadri astana salamat rahe
Mustafa ka gharana salamat rahe


Pal rahe hai jhan se ye dono jaha
Wo sakhi astana salamat rahe

Dard mando ke sir par hai saya figan
Aap ka shamyana salamat rahe

Tum se mansoob hai zindagi ka nisaab
Hashar tak ye fasana salamat rahe

Ye naqeerain bole mujhe qabr me
Mustafa ka diwana salamat rahe

Hukm tha ke ada ho namaze pachaas
Aap ka aana jana salamat rahe

Itrate Fatima par Ujager Nisaar
Sayyeda ka gharana salamat rahe

Jinko kehte he hum sab Shariyat ka Taaj
Ya khuda mera murshid salamat rhe
Ya Khuda Shah Akhtar Salamat rahe

5 comments: